Best Mouth Freshner In Hindi.
Home made delicious mouth freshner in hindi.
Delicious mouth freshner in hindi is post me hum Apko mouth freshner kaise banate hai ye btaenge. Home made mouth freshner use kaise karte hai ye Bhi btaenge . Present time mouth smell problem Se kabhi kabhi embarrasment (sharminda) hona Padta hai. Hume apne mouth aur teeth ki care Karni chahiye. Din me 2 times brush karna chahiye.Mouth smelling problems badh jaane se bahut Jyada problems hone lagti hai . Mouth smellingProblems se bachne ke liye hume home made Delicious mouth freshner in hindi ko apnanaChahiye. Naturally mouth care ke liye home Made treatments se hi karna cahiye chemical Wale products ka use nahi karna cahiye hame Thoda time nikl kr ghar par home made mouth freshener Tayar karna cahiye naturally home made natural Mouth care teath whitening ke liye bahut acha hai Mouth smelling teath care aur sabhi problems Se bachata hai .
How made home made delicious mouth freshner?
Ghar par delicious home made mouth freshner kaise banaye?
Home made delicious mouth freshner se mouth smelling Dorr ho jati hai aur bhi problem sahi ho jati hai Our mouth freshner se mouth related bahut se problem Main relife milta hai jyadatar mouth freshner main .souf,elaichi hota hai elaichi , souf ki help se khana Degiest karne me help milti hai mouth smelling problem Ki wajah se logo ko embarsing fell karna padhta hai Kabhi kabhi agar aap dinner ke baad mouth freshner Khana ka saukheen hai to aap mouth freshner ghar par Bhi bana saKte hai Dhaniya aur Sauf se bana mouth freshner aapke Liye acha hoga is mouth freshner se digertive System acha rahta hai pahchan shakti hai Acha reliti hai
Ingrediants.
- 1 =1/4cup ..saboot dhaniya .
- 1=1/2 cup saboot dhaniya
- 1 spoon -daal chini powder
- 1 spoon= mishri
Sabse pahle saboot sauf kk bhoon le Saboot dhaniya ko bhi bhoon le Sabhi samagry ko thanda karke ek Air tite dibbi main daal de use kare daal Chini powder daale mishri swaad Anusarr dale ab aapka mouth freshner Taiyar hai home made mouth freshner Sabhi seasons Ke liye acha hota hai mouth freshner Use karna ke baad se benefits hai..
friends agar apko meri ye post delicious mouth freshner pasand aai ho to like or share please kariye.
thank you.
Nicey soni .