Transport Facility For Allahabad kumbh Mela 2019
Allahabad Juction Railway Station One Way System Facility For Kumbh Mela Devotees
Allahabad Kumbh mela 2019 me crores devotees ke Allahabad ane ki hope hai ise dekhte hue railway ne Allahabad Juction par yatriyo ke entry aur unhe safety se bahar nikalne ke liye one way system lagu karne ki tayyari ki hai.travellers ko Civil Lines side se Allahabad Juction railway station me entry nahi di jayegi.City side se musafir junction me entry kar sakege aur exit civil lines guide se karaye jayegi.
2013 ke kumbh mele me junction railway station me bhagdadd se kai devotees ki death ho gaye thi.Is baar kumbh mele me crores ki traffic rahegi aise me koi anhoni na ho jaye isliye Allahabad Juction railway station par sakhti se one way system lagu karne ki planning hai.kumbh ke nodel officer ADRM Anil Devedi ke anusar kumbh safety se karane ke liye one way system lagu kiya jayega.Is tarah traffic amne samne nahi takrayegi devotees ko junction railway station par direction wise different different gate se entry dekar kumbh area me le jaya jayega.juction railway station se trains ke according unhe sidhe us platform tak le jaya jayega jis jagah zyada traffic collect na ho paye.
Holdin point
Allahabad Juction railway station me traffic zyada hone par yatriyo ko entry nahi di jayegi.Aise situation me district administrator ki help se railway travellers ko holding point par rukwayega.
Bamroli Airport me kumbh Se pehele 13 City ke Liye Flight Available Rahegi
Starting A Flight For 13 Cities from Allahabad Bamroli Airport Before A Kumbh Mela 2019
Allahabad city ke peoples ke liye kai city ki journey kumbh mela 2019 se pehele easy ho jayegi.Bamroli airport se 5 city ke liye flight available hai kumbh se pehele 8 city ki 9 flight bamroli airport se start hogi aise me kumbh se pehele 13 city ki flight available hogi.Bamroli me present time me purane civil terminas se yatriyo ko flight ki facility mil rahi hai.Delhi se chal rahi airindia ki flight ke sath 4 city ke liye JET ki flight start ki ja chuki hai.JET airveg ki flight tryvikali hai.Week me three days flight lucknow,patna,naagpur, aur indaur ke liye start hue hai.Ise month indigo airlines ki flight bhi bamroli airport se start honi hai iske liye airport par arrangement ho chuka hai.Indigo airlines ko 7 city ke liye flight start karni hai wahi kumbh mela 2019 se pehele Allahabad ke peoples ko 13 city ke liye 14 flight milne lagegi.Iske baad Delh ke liye two flight available ho jayegi.
In City Ke Liye Flight hogi
Bamroli airport me banglore,pune,dharadun,Jaipur,bhuneshvar,Kolkata, aur Gorakhpur ke liye flight start hogi.
Starting a running special trains for kumbh mela 2019
Kumbh ke time specially kumbh date me traffic ko unke ghar safety se return karane ki tayyari railway ne kar li hai.Kumbh mela 2019 se devotees ko trains ka wait nahi karbne paddega aur na hi unhe ek se dusre station batakna paddega.iske liye directionwise different different trains chalegi ki planning ki hai.iske liye city ke 8 railway station se Allahabad junction ka talmel banaya jayega.Kumbh ke liye railwaystation sundarganj,chivki,naini aur junction east railway ke prayag aur prayagghat rambag,Daraghanj, aur jhusi station par arrangement kiye ja rahe hai.Allahabad Juction railwat station se 50 prayag railway station se 20 aur Rambag Railway station se 15 special trains bathinday par cajlne ki tayyari ki hai.
Allahabad Kumbh Mela 2019 Shahi Isnan Date
Allahabad Hotels Facility For Kumbh Mela Tourist
Shatabdi train will be start on kumbh mela 2019 from lucknow to allahabad
Railway minister pishush goyal ne kumbh se pehele Allahabad se lucknoe ke bich shatabdi trains chalane ko manjuri de di hai.kumbh mele se pehele sabhi railway station wify ho jayege.railway minister ne kaha hai ki kumbh ke thrithyatriyo ko iska fayda mil sake isliye yeh train zaldi hi chalaye jaye.
Kumbh mela 2019 will running 500 shatal bases
Allahabad kumbh mela 2019 me 500 shatal bases chalegi jiise travel easy ho jayega yeh bases city ke bahar banaye ja rahi hai.bas dusre city se thrithyatriyo ko city tak layegi.
Friends agar aapko meri Transport Facility For Allahabad kumbh Mela 2019
wali post acchi lagi hai toh plz bell icon par click karke mere blog ko subscribe kijiye aur comment zaror kare.
Thankyou.