100 miter wide river front woof in Arail allahabad
Arail me ganga taat par river front 100 miter chawda hoga.Budjet ke kami se ruka hua kam zaldi hi shuru hoga.state ke chief minister akilesh yadav ne 2015 me river front banane ki allownesment ki thi.Avaas aur shari niyogan departement ne 2015 me ghat banane ki permission di thi.December 2013 me avaas aur shari niyogan departement ne river front development work ke liye 10 crore rupees diya the.
Arail me pehele 300 miter chawda banane ki planning thi jo ab 100 miter chawda kar diya gaya hai.Kumbh se pehele river front development work pura ho jayega.
Planning of river front
100 miter chawda river
Front campus me sitting aur food plaza
Front campus me lighting
History Of Arail
Arail hindu religion ka sacred place hai aur yaha par bahut se thrith bhi hai.yeh sangam ke south me Yamuna ke pass arail naam ka villiage hai jiska ancient naam alkarnagar,alkarpuri bataya jata hai.vachspati misr ne thrithchintamaddi me prayag ke teen kundo ke baare me batate hue ek kund Yamuna ke south aklarnagar me bataya hai.Isk efounder ka relation kashi ke divodaas raja ke son raja alkar ne banwaya tha.Raja alkar brahmaddo ki bahut respect karta tha .Isne ek baar brahmaddo ko apni akh dan kar di thi.Isne banaras ko fir se banaya tha. Iske son ka naam santati tha.Is tarah arail se alkar se relation tha toh zaror yeh bahut hi ancient aur vadikyug se hai.Kuch vidhvano ka manna hai ki Is paar baad me pratishthapur ke chandravanshi rajao ka shasan raha hai.Medieval india me iski importance baddi hai.India ke mugal shasan banne se pehele kam se kam 13 centuary is par somvanshi vaashdav ke son raysen ka shasan tha,jo muslim attacker ke threw mara gaya.Valladcharya (15 centuary) ke threw vashdav sampraday ki ek famous gaddi hai.Isliye yeh holy place hindu shasko ka relation raha hai.
magh mela and kalpwaas in allahabad
Agar apko meri yeh post acchi lagi hai toh plz comment zaror karyaga me aage bhi apko allahabad se related information deti rahugi